Hasna hamara kisi ko gawara nahi hota


Hasna hamara kisi ko gawara nahi hota,
Har musafir zindagi ka sahara nahi hota,
Milte hain bahot insaan is tanha si zindagi mein,
Par har insaan tumhare jitna pyaara thodi na hota hai…