Ek Guzarish Hai Tujhse Zara Tham Ke Barasna


Ek Guzarish Hai Tujhse Zara Tham Ke Barasna,
Aa Jaaye Jab Meri Mehboba To Phir Jamm Ke Barasna,
Yun Pehle na Barasna Ki Wo Aa na Sakey,
Aa Jaaye Mere Pass To Itna Barasna Ki Wo Ja Na Sakey..